Hello, You are welcome on this website. Aap sabhi ko is post me aadhar and pan card ke related kuch introduction diye jayenge, please sabhi ko folllow kare. Present time me aadhar card ko pan card se link krna bahut important kar diya hai. Supreme court ne 9june, 2017 me aadhar card ko pan card se link krne per manjuri de di thi. Aadhar card ko pan card se link krna digital india ko successful digital krne me madad kar raha hai.
Aadhaar card ko pan card se link krne ka reason jo log government ko tex nahi dete hai to iska pta krne or tax lene ke liye link important kar diya. Aahar card se pan card link se poor family ko government se dhan ya aarthik madad milegi.
Can You Thinking?????????…..
Aadhar Card Ke Liye Apply Kaise kare? Click Here
Pan Card Ke Liye Online Apply kaise kare? Click Here
Link Aadhar to Pan Card Step
Step 1. Sabse pahle aapk E-Filling Website per visit krna hai or register kar ke login krna hai. Iske baad aapko “profile settings” section per click krne per niche kuch menu open hoge jisme se “Link Aadhar” menu per click krna hai.
Step 2. Iske baad aapke samne ek new windowopen hogi Jisme aapko saare option ko sahi se fill krna jisa ki niche bataya gya hai.
Name as per PAN details : Rames*** cha***
Date of birth as per PAN details 12/12.****
Gender as per PAN details Male/female
Aadhar Number 1234 5678 9****
And last me link aadhar per click kare.
Step 3. In saari step follow krne ke baad aapke pas aadhar card se pan card linking ka sms recevied ho jayega.
Link Aadhar to Pan cardBy Sending Sms
Governmant sarkar ne aadhar card ko pan card se link krne ke liye logo ke liye ek bahut easy service available karwai hai jiske dawara aap apne phone se sms karke aadhar ko pan card se link kar shakte hai.
Sms dwara linking ke liye apne aadhar registered number se 567678 ya 56161 per sms send krna hoga.
SEND SMS : UIDPAN<SPACE><AADHAR NUMBER><SPACE><10 DIGIT PAN NO.>
Example: UIDPAN 4628 1686 4564 ALXPD4475K