Hello, Dosto aap sabhi ka Hamari website me bahut-bahut welcome hai. Aaj ki posts me hum aapko Admob par aadharit Kuch question and iske bare me baate Karne wale hai. Waise aapne is post ka title dekh hi Liya Hoga ki Aaj ki post me hum “Admob account suspended Kyo hota hai?” and “Google Admob me invalid click ko track karke AdMob ko disable kaise Karta hai?” or “Admob account suspended hone se kaise bachaya ja Sakta hai?” ke bare me acche se saare step follow karenge. Maine ye saare step follows karke bahut bar payment nikal Chuka hu but aapko saare step carefully follow karna Hoga.

Dekhiye sabse pahle to aapko bata de Admob ads par self click karna google ki nazaro me galat hai. Kyoki agar hum self click karenge to jo google advertiser hai paise dekar apne ads google par show karwate hai to agar hum self-click karenge to unko koi benefits Nahi Hoga or google is type se kisi ka nuksan ya harm pasand nahi karta hai. Isliye google admob user ke admob account ko disabled ya suspended kar deta hai.
Admob account suspended kyo hota hai? reason
Admob account suspended kyo hota hai or iska reason kya hai? to hamare dimag me yah swal hota hai. Agar aap admob par account bankar uspar work karte hai to aapke dimag me suspended hone ka khatra bna rahata hai. Admob ek google ka product hai. Google product admob ki help se duniya bhar ke ke coror log account create karke paisa kama rahe hai. Isme advertiser or publisher hota hai. Isme advertiser paise laga kar admob ki help se apne website ya apps par traffic lana chahta hai. Dusri or publisher advertiser dwara diye gye ads ko apne android apps create karke logo tak pahuchata hai jisse jab log ads par click karenege to publisher ko advertiser click hone ke anusar paise deta hai. yah process online hoti hai.
Lekin bahut saare publisher online admob se paisa kamane ke liye galat way apnane lage hai. Lekin bahut saare log abhi bhi galat tarike se paise kama rahe hai or apne bank me mahine ke mahine 1000 dollar se 1500 dollar apne bank me aashani se nikal rahe hai. Or bahut saare log admob par apna account banakar kaam karte hai or self click krte hai lekin kuch time baad unka admob account suspended ho jata hai. Bahut saare log sef click karke bhi paise nikal lete hai kyoki unko self click ka full experience ho jata hai or wah google ya admob ko pagal banane me success ho jate hai.
Admob account suspended hone ke main reason:
👅 New Device ka use karne se extra feature hote hai jisse google aashani se user ko track kar leta hai.
👅 Admob account login hone wale device me hi self click karne se admob account login hote hi us device ki Location, IP Address(IPv4 and IPv6), Imei number, etc.
👅 VPN use karne ke baad Location allowed browser me ads par click karne ke baad location browser me redirect ho jana.
👅 Admob account create karne ke baad hi ek sath bahut adhik click aana to google track karke bahut kam time me high traffic ko allow nahi karta hai.
👅 Earning apps banana, isse agar ek hi ads double baar ya isse adhik aaye or user click kare to isko invalid click mana jayega to suspended problem bani rahati hai.
👅 Vpn use karke Location ko bhi allowed kar dena or click karte rahna isse google aapko track kark leta hai.
👅 New account me high click aane se account suspended hone ki problem old gmail id par bane account 90% safe hote hai.
👅 2018 ke baad google ne new account par security bahut adhik kar di jisse koi bhi galti karne par direct account suspended.
To google admob accont me hone wali invalid activity ko aise track karta hai.
Admob account suspended se kaise save kare?
👅 New Device ka use nahi karne chaiye kyoki isme extra feature hote hai jisse google aashani se user ko track kar leta hai. Isliye old phone ka use kare jaise maine use kiya OPPO A37FW.
👅 Admob account login hone wale device me self click nahi karna hai kyoki agar aapka admob account us device me login ho gya to device ki Location, IP Address(IPv4 and IPv6), Imei number, etc data google save kar leta hai. Iske baad agar us address se ads request aati hai to wah suspended kar deta hai to alert admob account login device me self click nahi kare.
👅 VPN use karne ke baad Location allowed browser me ads par click karne se pahle opera mini ya uc browser ya location allowed hone wale browser ko defaults me set kare. chrome browser ka use bhulkar bhi nahi karna hai, i mean ads par click karne ke baad ads chrome browser me redirect nahi hona chaiye.
👅 adnob account create ke sath hi ek do din me bahut adhik click nahi karna chaiye. click karne ki count dhire-dhire badhani chaiye. ek ip address se ek din me sirf 2 hi click kare wah bhi alag-alag ads par.
👅 Vpn use karne se pahle apne phone ki location jarur check kar leve. location ko off kar deve.
👅 Jaha tak possible ho old email par admob account create kare.
👅 AApne jo bhi browser use kiye hai jisme location system nahi hai isko sirf ek din meek baar clear kare or ye 10 keyword browser me search karwa de isse cpc acchi milegi.
👅 World Trade Center Footage👅 Webex Costs
👅 Virtual Data Rooms
👅 Structures Annuity Settlemment
👅 Sell Annuity Payment
👅 Royalty Free Image stock
👅 Register Free Domains
👅 Psychic for free
👅 PHD on Counseling Education
👅 Personal Injury Lawyers
👅 Online Collage Courses
Related Search
You have worked nicely with your insights that makes our work easy. The information you have provided is really factual and significant for us. Keep sharing these types of articles, Thank you.
Accounting Outsourcing Company in USA