ADSENSE KYA HAI – Google AD Network [Full Guide]
Adsense Kya Hai?
Adsense kya hai: Hello, Friends aaj ki post me Adsense ke bare batayenge ki Adsense kya hai? and Adsnse work kaise karta hai. Iske bare me aapko hindi supported english language me jankari available karwai jayegi.
Sabse pahle aapko is baat se avgat kra de ki “Google Adsense” ek Google ka product hai. Google Adsense ko publisher ki category me include Kiya gya hai. Google Adsense ka account open krna hota hai. Google Adsense se online paise kamaye ja shakte hai, Isme aapke Movies website, Blogging, Song Website, YouTube and bahut saari website me Adsense ko lagakar paise kamaye ja shakte hai.
Adsense duniya ka sabse popular and adhik paise kamane wala adnetwork hai. Lekin Adsense ki sabse badi khash baat ye hai ki isme koi bhi illigal work nahi karta hai or isme aapko sabse adhik income hoti hai.
Publisher Kya Hota Hai?
Publisher kya hota hai: Agar aap soch rahe hai ki “Publisher Kya Hota Hai” to hum aapko bta de ki Publisher usko bolte hai- Jab koi people kisi kisi bhi website me ya youtube jaise website per work karta hai to usko hi “PUBLISHER” kahte hai.
Publisher kisi bhi online internet website per work paise kamane ke liye krta hai. Agar hum india ki bhasa me samje to publisher bhi cheej ko internet per publish krne wala publisher hota hai, chahe vo koi bhi kisi bhi cheej ko publish krtea ho.
Adsense Info
Adsense Info: Adsense, Google In-corporated ke dwara chalai jane wali ek services hai. Is service me publisher apni website me Adsense ke ads ko include karke paise kama shakte hai.
- 18 JUN, 2003 ko Adsense ko Release Kiya gya. Google Adsense, Google se connected hai.
Google Adsense Work Kaise Krta Hai?
Google Adsense Work Kaise Krta Hai: Friends is topic me hum aapko batane ja rahe hai ki “Google Adsense Work Kaise Krta Hai” to is post ko full read kijiye. AApko internet ke bare me to pta hi Hoga or aapne internet per bahut sari cheeje online search ki hogi jaise- result, movies, news etc. to aapko bta de ki Saari government website nahi hai. In websites ka private malik hota hai. Aapne aisi website per bahut se ads bhi dekhe hoge, to ye websites in ads se hi paise kamate hai. Google adsense hi only 1 hi ad network nahi hai, iske alawa bhi bahut saare ad network hai, lekin google Adsense se sabse jayada Kamai hoti hai.
Internet se paise kamana koi badi baat nahi hai lekin iske liye aapko kuch knowledge chaiye. Agar aap me ye saari cheeje maujud hai to aap bhi online paise kama shakte hai. Lekin aapko iske liye hard work krna padega online internet per uske baad hi aap success pa shakte hai.
Online paise kamane ke upaye
- Kam se kam tuti-futi english aati ho.
- Rule me saare kaam kre
- Keyword Research
- Seo
- 500-700 rs. invest
- 7-8 month hard work
- internet per research kre aapke topic ke anusar
- illegal topic per work Nahi kre
Agar aap soch rahe hai ki ye saare kaam krne ke baad aapke paise aane start ho jayenge to aapki soch galat hai. Kyoki jab koi baccha hota hai to hum usko sidhe nokari per nahi laga shakte hai, Uske liye humko usko pura ready krna padta hai or time dena padta hai theek usi parkar aap iske sath tulna kar shakte hai. Paise kamane ke liye aapko sabse phale apna ek blog banana hoga fir usme aapko privacy policy, about, disclaimer and contects us page dalne hoge, kyoki ye bahut hi important hai and iske baad aapko 20-25 post likhni hogi. Ab aapko baad me Adsense account ke liye approve karane ke liye adsense se adcode ko blogger me dalna hoga, teek 3-4 din baad aapke pas mail aayega ya to approve ka ya reject ka. Agar reject hua to kyo hua iska message bhi aaega.
Long time tak paise kamane ke liye kisi ki google se download ki hui photo ya post ko copy nahi kre warna aapki saari mehanat khatam ho jayegi.Iske baad aapko adsense account code generate karke apne blog/website me setup krna hoga. Fir aapko apne website ko “Google Webmaster Tool” or “Bing Webmaster Tool”, “Yahoo Webmaster Tool” and other tools me submit krna hoga. Iske alawa aapko backlink banane hoge. Aapko jo maine ye keyword diye to please aap in per research krna hai.
Ab aap soch rahe hoge ki google Adsense humko paise kaha se deta hai to aap ko bta de ki “Google Adword” ek platform hai. Isme agar aap apni website ka ads kisi ki website ya youtube per show krana chahte hai to aapko isme kuch paise invest krne hoge iske baad aapke website ke ads auto kisi bhi Adsense approved website ya youtube per show hoge. Agar aao aisa krte hai to aapki website ki rank increase hogi. Is platform se aane wale paise ko google ADSENSE 45% apne pas rakh leta hai or 55% income ko publisher ko distributed kar deta hai.
Google Adsense Rule/Policy
Google Adsense Rule/Policy: Google AdSense publisher ko impression or clicks ke anusar deta hai, isme aapka ctr low mean 2-4% hona chaiye, Agar aapke adsense account ka ctr jayada ho gaya to account lock hone ka dar bana rahata hai. Isme aapko earning 100$ hone ke baad paise nikal shakte hai bank me. aapka payment mahine ki 21date ko release ho jata hai. Aapke adsense account me 10$ hone per ek adsense letter aapke ghar per aata hai usme atm card ki jaise pin number aata hai, Aapko is pin number ko adsense me lagana hota hai. Adsense me pin number option 10$ hone ke baad hi aayega. Aapo adsense account me apna address fill krna hota hai uske anusar google pin usi address per aapke pas aayega.
Google Adsense Ka Use In Platform per Kiya Ja Shakta Hai
- Websites
- Youtube
Websites: Iski help se aap pase kama shakte hai. Adsense approved hone ke baad AdSense code ko blog ya website me lagane hai. Fir agar koi user aapki website per visit krta hai or ads per click krta hait to aapke account me paise add ho jayenge. Ek baat ka dhyan rakhe bhukar bhi apni website ke ads per click nahi kre verna aapka accout lock ho jayega.
Youtube: Isme aapko youtube per video upload krni hai. Isme aapko koi ki bhi video upload nahi karni shiva apni record video ke.aapko isme 3-4 month bahut kam log video dekhenge uske baad aapki video automatic virule ho jayegi.Isme ads tabhi dikhai gege jab aapka total video watch time 4000 hour and 1000 subscriber pure hoge.
Friends aapko hamara article bahut hi pasand aaya hoga.please koi baat samaj me nahi aaye to comment kre and subscribe kre taki jab bhi koi article publish kre to sabse pahale aapke pas sms aaye.