Applovin App AdNetwork – Hello, My name is Deepak and aap sabhi ka hamare blog/website me bahut-bahut welcome hai. Internet par jaisa ki aap bhi khud apne android phone me application use karte honge or shyad aise bhi aap available honge jinme aapko beech-beech me google ke ads dekhne ko milenge. Ab aap soch rahe hai ki Iska Matlab kya hai to bata de ki jisne bhi application ko banaya ya banwaya hai wah online paise kamane ke liye app me ads setup kar deta hai jisse usko bahut adhik matra me earning hoti hai.
Google ka app ka ad network ya paise Kaname wala ad network “google AdMob” hai. Google AdMob world no.1 advertisement company hai and apne publisher ko adhik matra me paise distributed karti hai. Lekin Aaj hum iske bare me nahi batane wale hai kyoki isme invalid activity ke reason se account suspend ya terminate ho jata hai because user self clicks karte hai.
AdMob ki Tarah ” Applovin App Ad Network” hai. Is post me only is topic ke bare me title ke anusar aapki puri help karne ki kosis karenge. Applovin application ki help se paisa Kamane ka bahut accha way hai. Aapka question Hoga – what can we do self click in applovin? to saari batten batai ja rahi hai.
Applovin ad network me payout 20$ ka hai PayPal ke threw.
Applovin App Ad Network Create Account
Applovin App Ad Network Create Account |Is ad network me account banana ke liye niche diye Gaye saare step ko carefully follow karna Hoga.
step 1. Sabse pahle aapko is <link > par click karna hai or applovin home page open ho jayega waha singup button show Karega to click kare.
Step 2. Iske baad aapke saamne computer screen par form open ho jayega usme apna details fill kare jaise below dikhaya gaya hai. I AGREE to par-tick mark and I AM NOT ROBOT ke recaptha ko fill karke”singup me” kare.
Step 3. Iske baad hamare front me Thank you ka message aayega to humko apne Gmail me activation mail received Hoga to conform kare. email me aapko applovin ka email address milega to us email address par ek mail bhejan hai iske subject me “Kindly Please Approve My Applovin Account“. Iske baad subject me aapko apne application ko google drive me upload karke uske link ko copy karke subject me dalna hai ” My applovin app google drive app link.
Please wait for loading……