Business Kya Hai – How to start a business – w3survey

Business Kya Hai -Who is Businessman – How to start a business

Business Kya Hai

Hello, friends kya aap soch rahe hai – Business kya hai? to aapko is post me business se related sabhi information available karwayi jayegi.
Business wo hota hai jisme jaise koi factory hai ab usme kisi product ka model ready krna and uske baad product ko rady krne ke baad market me logo ke samne lakar rakhna business hota hai. Agar isko saaf sabdo me bole to logo ki need ko puri karne ke liye unki need ki thing ki purti krna business hota hai.

business word ko aap khulkar understanding krne per aapko 3word se nikalkar jana padta hai agar aap business me work krne ki soch rahe hai. Ye 3word ” Create, Capture and Deliver of value ” 

BUSINESS FIELD ME JUMP KRNE KE WAY
(1.) Create – Sabse pahle aapko value kaha se create krenge. Isme kahne ka matlab aap kis cheej ko topic banayenge to uske liye aapko sabse pahle uska model ready krna hoga.

(2.) Capture –  Iske baad Jis bhi product ko aapne main topic bana rakha hai usko kis type se build krnege or usme kon-konse devlopment krne ka model kar rahe ho.

(3.) Delevery – Iske baad aap ko sabse bada main point yahi hota hai ki aapne jo bhi product ko rady kiya hai uski kis type se factory ya office se market me delevery karayenge.

How to Start A BUSINESS

Succesful Business kaise product selling Krta hai?
Agar aap buisness acche se ban,na chahte hai to agar aap in saare rule follow ya pass kar lete hai to aapko business me koi piche nahi chod shakta hai.
Aapko me 5step bta raha hu saare step follow kro success aapke kadam chumegi.

For Making Successful Businessman Ways
(1.) Analyze
(2.) Brainstorm
(3.) Create
(4.) Deliver
(5.) Evaluate

(1.) Analyze – Sabse pahle agar analyze ke bare me samje to aapko iske liye apne customer ke bare me uski thing se related information pta karni hogi. Aapko apne customer ke bare me bahut acche se pta krna hoga. Or uske bare me saari jankari information pta kijiye.

(2.) Brainstorm – Isme aapko apni team or customer ke sath jointing jaisa behavour kijiye. Aapko unko acche se apna bana kar jointing karke apni baat ki expaination kre. Isse aap per unka viswas increase ho jayega.

Ab aapko isme brainstrom ko majboot krne ke liye step follow kre – 
(a.) Assessment – Iska mean samje to aapko anklan, price ke bare me, ray and iske related baatcheet krni hogi.

(b.) Market survey – Iske liye aapko market me survey krna hoga iske survey ke liye banner lagakar, logo se baat kar ke etc.

(c.) AskQuetion – Brainstorm banne ke liye aapko market me people se jakar apne topic per question ask krne hoge. aapko iske bare me logo ko full informaton properly available karani chaiye.

(3.) Create – Iske baad Aapko product ka model ready krna hoga. Agar aapko koi exprience nahi hai to bhi koi chinta nahi kre, aap success jarur hoge. Ab aap apna product banayenge to jo aapka first product banega vo only testing ke liye hoga nahi ki marketing ke liye to jab uska test hoga to product me failing, or kamiya pakka milegi to nirash nahi hone ka hai. Lekin jab 2nd time wapis work krenge to only kuch present kamiya milegi.

(4.) Deliver – Iske baad product good way se ready hone ke baad jab aap isko market me le jayenge to pahle aapka product nahi bikega kyoki aapke product ka pahli baat me pahle to koi naam nahi hai market me to product poor categeory me rahega. Iske baad hi aapko iski movment ko improve karni hogi. Iske improvement ke liye aapko google ads, facebook ads, instagaram ads jaise kai platform milege jiske dwara aap apne product ki improvement quality ko increase kar shakte hai. Or agar aapka product international market tak deliver me aa shakta hai to google ads aapke liye best way hai.
Iske baad aap customer review ko dekhe or agar usme unke dwara koi problem batate hai product me to usko repair kre or wapis market me bheje to aapka business successful ho jayega.

Leave a Comment