Court Marriage/Love Marriage Kya hai? Court Marriage Kaise kre And Jaruri Document
Court Marriage Kya Hai- Hello, friends aaj ki post me hum aapko court marriage ke bare me full information available karayenge to aap is post ko pura read kre. Agar aapne ye word court marriage to suna hi hoga. Sabse pahle hum aapko bta de ki court marriage ka arth nikalkar samne aata hai ki court me shadi krna hota hai. Court marriage ko uske dusre naam Love Marriage se bhi Jana jata hai.
Court marriage me jaise hum school me class pass krte hi certificate milta hai theek usi parkar Shadi krne se love marriage certificate court ki or se proof ke tor per milta hai.
Agar aap soch rahe hai ki hame love marriage ke certificate ki aavshyakta kyo hai to hum aapko bta de ki jab aap kisi bhi de=usre country me jate hai. Tab aap agar visa banwate time me married option ko select krte hai to aapko us switchwation me marriage certificate ki copy lagani padti hai and iske alawa agar koi aapki shadi ko zhooti batata hai to vo proof ke taur me kaam aata hai.
Love marriage kisi bhi cast ka ladka apni pasand ke anusar kisi bhi cast ki ladki se shadi kar shakta hai or kisi bhi cast ki ladki apne pasand ke kisi bhi ladke ke sath shath shadi kar shakti hai.
Court Marriage Kaise kre?
Agar aap bhi court marriage krna chahte hai to friends sabse pahle soch le ki kya aap ye kaam sahi kar rahe hai. Kyoki agar aapke or aapke sathi ke baad me koi bhi problem hoti hai or agar vo aapke uper koi mukadma krta hai to aap fash shakte hai. Court marriage krne se pahle aapko kuch important batyen hai to pahle ina dhyan rakhe agar aap isme se kisi bhi baat ya rule ka palan nahi krte hai to aap court me shadi ke liye elizible nahi hoge.
sabse pahle dhyan de ki aap apne related sister, bua ki beti, mama ki beti etc. is type ke relation walo se marriage nahi kar shakte hai. Agar aapke samne aisa hi kuch mamla hai to aap shadi nahi kar shakte hai kyoki court isko illegal manta hai.
Agar ladke ki age document me 21year hai or ladki ki age 18 year hai to hi court marriage ke liye apply kar shakte hai. Isse low age wale apply nahi kar shakte hai.
Agar aapki pahle shadi ho chuki hai or aap kisi or se shadi krna chahte hai to aapke aapke pahle shathi se devoice letter court document me lagana padega.
Agar aap delhi jaise city me apna address lagwana chahte hai to aapko 2month ka living cerificate banwana padega.
Isme kisi bhi cast ka ladka ya ladki apni pasand ke anusar shadi kar shakte hai chahe aapke mata pita kush ho ya nahi .
Isme aapke naam letter bheja jata hai agar kisi ko bhi shadi se aapati ho to vo shadi rok shakte hai, lekin us switwation me vo only vo hi shadi rok shakte hai jaise aap jisse shadi krne wale hai vo aapse related hai i mean jab aap court ke niyam ko chupane ki kosis krte hai.
Court marriage ke liye aapko ek lawyer ki jarurat hogi isse aapko aapki saari problem vo sambhal lega. court marriage lacknow advocate mr. ankit kumar mobile number 9453529634 per call krke aap inse or adhik salah le shakte hai or apna vakil bna shakte hai.
Court marriage or love marriage parliment of india ke dawara shuru kiya gya tha. Iski adhiniyam ki shuruat 18May 1955 se ki gyi thi.
Court marriage me jaruri document
Birth certificate(vakilsearch) – jisme aapke birth kaha hua jis document me show ho vo document.
Date of birth certificate : 10th class marksheet or aadhar card
living cerificate : jaha aap niwas krte hai uske bare me jis document me describe hai uski identey, light bill etc.
Sare document orignal hone chaiye.