Hello, Guys Aaj ki post me aapko “Domain name” ke bare me butane wale hai. Aaj Ke topic me Kuch Information Jaise “Domain name kya hai” and “Domain name kaise kaam krta hai” top topic hai. Iske alawa “(TLD)Top Level Domain”, “(CCTLD)Country code top-level domain” and bahut sari jankari Milegi.
Domain name kya hai?
Hey, “Domain name” kya hai? and “domain name Kya Hota Hai”. Jab hum Kisi Bhi cheej ko internet per search krte hai to iske baad hame internet per “google search” me million of result dikhai dete hai. itne sare millions of result “google search engine” show Karta Hai. jab hum Kisi search result ko open krke dekhne per new window open ho jati hai or humko ek “webpage address” receive Hota Hai. simple language me “website” or “Domain” Ek dusre ke relation me hai. Internet per available “website” ka web address Hota Hai or website me ek “Domain name” connect rahata hai. jaise agar hum baat kre to mere website ka address “www.w3survey.com” hai ab isi type hamare website ka “domain name” .com hoga.internet per search krne per different-different “domain name” dekhne ko milte hai
Domain name kaise kaam krta hai?
Sabse Pehle internet first times me aisa nahi hua krta tha. present time ki apeksha pahle bahut kam website thi. Inki websites ki sankya kam rahne se inka “IP Address” ek jaisa hua krta tha. lekin present me internet me million of the website available hai, ek hi ip address se million of website ko control kar pana possible nahi hai. agar her website ki acche se identity nahi ho to internet ki koi bhi upyogita nahi hai.
so, in sari problem ke solution ke liye “domain name” parnali Banai gayi. isme ek domain Jaise .com domain ko last me add krke kitni hi website access ki ja shakti hai lekin her “domain name” ka different-different IP Address hota hai.
Bahut sare domain country wise hote hai. IP Address ke Anusara hi website loading hoti hai. Internet me “google search engine” me koi cheej search krne per “Domain name server” usko IP Address me convert krke website ko access krta hai.
Internet per aapko free “domain names(ex-.tk, .ml).” and paid domain mil jati hai. Important baat website, ek server me host ya store hoti hai. different-different country se search krne per different-different search result dikhai dete hai.
DOMAIN NAME SEARCH
Agar internet per “Domain name search” krte hai to aapko search engine me many “Domain name search” result mileage. isme aapko top level or country wise “Domain name search” result from me aayenge.
Top level – Domain name search
kisi Bhi website me “Domain name” web address me to last me Dot ke Baad ka hissa Hota Hai.Internet per “Top domain list” search krne per aapko – top level -“Domain name search” search engine per mileage.
Top domain name list
.COM
.ORG
.NET
.GOV
.EDU
.NAME
.INFO
Country code top-level domain
Namaskar dosto aapko yaha country ke Anusara Kuch top-level domain diye Gaye hai.is sabhi domain ka use krne per jis country ka domain chooses Kiya hai waha se traffic bahut adhik matra me aata hai.
.In – ( Domain name search for india)
.Us – (Domian name search for united state)
.Uk – ( Doamin name search for united kingdom)
.Cn – ( Domain name search for switzerland)
.Ch – ( Domain name search for china)
.Br – ( Domain name search for brazil)
.Ru – ( Domain name search for russia)
Subdomain kya hai?
friends, ab to aap ko pta chal gaya hoga ki domain name kya hai.agar aapko subdomain ka naam bhi sun,ne me aaya hoga lekin aapne socha nahi hoga. subdomain jo aapka main domain hota hai jaise-w3survey.com waise hi subdomain iska hi ek part hota hai.
agar aap koi article bahut sari language me banana chahte ho to aapko subdomain ki bahut need hoti hai. subdomain language ko define krta hai.niche aap dekh shakte hai subdomain kaisa hota hai. subdomain ke liye koi bhi charge nahi dena padta hai.
* Main domain name: www.w3survey.com
* hindi subdomain name : hindi.w3survey.com
* english subdomain name: English.w3survey.com
Note: please dhyan de ki america three letter wale domain (ex.- .com, .in, .edu) ka use krta hai.iske alawa sare country 2 letter wale domain (ex- .in, .co, .cn, .br) ka use krte hai.
Url Or domain name kya ek saman hota hai?
hum baat krte hai ki kya ” website URL” and ” domain name ” same hota hai ya nahi? Sabse pahle URL website ka ek web address hota hai.jab hum Kisi website ko internet per search krte hai to hamare samne search bar me ek web address Diya hota hai is ko hum URL ki definition dete hai.
sabse Kash baat hai ki “domain name” bhi URL or web address me hi include rahta hai. “domain name”URL ya web address ke last me include rahta hai.domain name se pahle ka address jab bhi koi user domain buy krta hai tab usko choose krna padta hai.
example: www.w3survey.com
check:
domain name: “.com”
user choose keyword: “w3survey”
Domain buy krne se pahle tips
* Domain aisa Lena chaiye jo bolne or yaad rakhne me satik rahe.
* Domain name lene ke time soche ki aap kis topic per domain loge usi ke anusar naam se domain lena chaiye.
* domain ko long keyword wala nahi lena chaiye
* sabse popular domain name se hi register kre jisko sabhi acche se search krte ho, so .com domain bahut popular hai.
Domain name buying platform
GoDaddy – Godaddy site
Hostkrle – Hostkrle site
1and1 – 1and1site
Related Post
The domain name in English – Wikipedia
The domain name in Hindi – Wikipedia
nice post
Goood POSTFrp Bypass Apk
This is the amazing post which I liked the most, Thanks for creating such good content!
Visit KhetiGaadi.
I want you to thank for your time of this wonderful read!!!
I definately enjoy every little bit of it and I have you bookmarked to check out new stuff of your blog a must read blog!
you can visite my website.
Govt.Schemes
Very great post. I just stumbled upon your weblog and wished to mention that I have truly loved surfing around your weblog posts.
In any case I will be subscribing in your feed and Shareit I hope you write again very soon! i am a professional blogger .
सक्षम योजना हरियाणा
Sir,Aapne bahut achhe se explain kiya Domain ke baare me.aaj pahli bar aapki website pr visit kiya hai. Ye bahut hi achha experience hai mere liye.