How to Enable Monetize Your Website With Affiliate Programme – Aliexpress

How to Enable Monetize Your Website With Affiliate Programme – Aliexpress

Monetize Enable of Website With Affiliate

Hello Friends Is post me aapko Explain krenge ki aap apni blog/website bna kar earning kar shakte hai. Agar aap apni website per google adsense approval lene me unable hai ya able hai to bhi is affilaite prgramme se bahut adhik paise kama shakte hai.
Aaj me jo affiliate programme ke batane ja raha hu jisme aapko sabhi affiliate programme se adhik earning hogi because yaha ek international payment gateway hai. Isme aapko ek account kholna hoga uske baad aapko account se link ka code copy karke apni website me dalna hoga. Ab jab aapkiwebsite per koi visitor visit krega to vo product ads aapki website per show krega or jab agar usko wo visitor order kar deta hai to aapko product wise present comission milega. Ye paisa aapko apne affilaite account ke payment option me autmatically add ho jayega.

Ye jo mene jis affiliate programme ke bare me bola hai uska naam Aliexpress affiliate programme hai. Aliexpress se agar koi shopping krta hai to usko payment dollar me pay krna padata hai. Aliexpress worldwide shopping store hai iski shopping usa and etc country mebhi available hai. Aliexpress china ki ek company hai.


Sabse pahle Aapko aliexpress affiliate me apna account banana hoga. Aapko upper diye gye link per click krna hai and iski website per visit krna hai. Iske baad aapke samne home page open hoga to singup per click karke register kar lena hai. Iske baad aapke email per activation mail recieved hoga to us per click karke activate kre apne account ko.
Iske baad aapke account ko review karne me 24hour ka time lagega iske baad aapka aliexpress dashboard open ho jayega.
Dashboard open hone ke baad niche batayi gayi saari step follow kre.

how to enable monetize your website with affiliate programme, aliexpress affiliate programmes, Blogger ko monetize kaise kre


Iske baad dashboard open ho jayega or AApko AdCenter ka option dikhai dega and Hot product option per click kre to iske baad product milege.to waha se code per click kre.

Iske baad aapne jo code ko affilaite se copy kiya hai usko blogger ya apni website ke layout option me jaye and sidebar me html ko select karke code paste kar de.

how to enable monetize your website with affiliate programme, aliexpress affiliate programmes, Blogger ko monetize kaise kre


In saari step ko follow krne ke baad aapko apne website ko referesh karke homepage per visit krne per ads show hone lagege.
so friends aaj ka post aapko kaafi pasand aaya hoga.website ko subscribe and comment kre.

Leave a Comment