International Brand BMW Full Form, Logo And Full Guide – BMW INC
BMW ka full Name ” Bavarian Motor Works ” hai. Automobile Motercycle car and engine ka nirman karne wali yah compay germany ki hai. BMW ki company ko 1916 build kiya gaya. Shuruati dino me BMW aircraft engine ka nirman karti thi. BMW company ne 1923 me motercycle nirman ki or apna kadam rakha.
India me BMW ka headquarter Gurugram Hariyana me hai. Bharat me BMW ne 2006 me apna karobar shuru kiya tha. Iske baad saal 2007 me chennai me apne pahle manufacturing unit ki istapna ki gayi. Company ne 2012 meapne premiuim brand mini ko bhi market me launch kar diya gya tha.
BMW ke logo ko dekhne per aapko usme neela or white color dikhai deta hai. Lekin aapko ye pta nahi hoga ki aisa kyo hai to aapko jankari ke liye bta de ki BMW ke logo ko BMW ke ghumte huye aircraft ya tire ki gati me hone se aircraft chirta hua partit hota hai. Theek usi parkar logo ko ghumane per aisa lagta hai ki white color blue color ko chirta hua lag raha hai. Isme logo ko vehicle aircraft ki design ko dekhte huye banaye hai
BMW ke sanstapak franz josef pop, carl raip, kamillo, costiglioni the. iska mukhalya mukhnik, bayran, germany me tha. Isme 100,040 worker work krte the 2008 me.
Agar hamse koi baat chut gayi hai to comment karke bataye.