Internet Banking Kya Hai? Apply For Internet Banking – w3survey

Internet Banking Kya Hai? Apply For Internet Banking – w3survey

  Internet Banking Kya Hai –

Hello, Friends aap sabhi ka ek baar firse fresh article me welcome hai. Kya aap internet per online search kar rahe hai- Internet Banking kya hai? to friends is bare me jankari ke liye full post ko read kre.



Internet Banking two words se milkar bna hai jisme Internet jiska mean online jal or banking ka mean bank se related hua hai. Agar hum isko full understanding kre to bank ka internet per online service start hona hota hai. Internet banking, internet per bahut hi powerful office ya head hai. Iska use only india ya kisi ek country ke liye nahi balki world wide hai, Jiske karan Internet banking bahut hi jaldi high ranking per pahuch raha hai.

Internet banking, bank ka vo nya roop hai jiske dawara hum dunia ke kisi bhi jagha se koi bhi transation ko kuch hi seconds me success kar shakte hai. Online banking se hamre time bhi save hota hai. Isme aapko bank me jakar lambi line me khade hokar ghanto intjaar krne per milne wali service, ghar per hi provides ho jati hai internet ke dwara.

Internet Banking ko short word me E-BANKING kaha jata hai.

Agar aap bhi abhi tak internet banking ka use nahi kiya hai ya abhi tak internet banking ko activate nahi kiya hai to jaldi hi apply kre. Isse aapke time bhi save hoga or india ko digital india ya cashless india banane me madad kre.

  Internet Banking Ka Use 

Net Banking Explained Topic

Internet Banking Kya hai

Internet Banking Ke Use

Internet Banking Ke Benifiet

How to apply for Internet Banking


Kya aap soch rahe hai – Internet Banking Ka Kya Use hai? to aap is fresh article ko full read kre. Internet Banking ka use Internet ke dwara bank se online transation krne ke liye kiya jata hai. Internet Banking ka use pure world me kiya jata hai jaise- United State, United Kingdom, China, Canada, Singapur, Germany, Franch etc. country me kiya jata hai.
Pahle past time me bank internet tak simit nahi the, kahne ka matlab bank me kisi bhi type se security nahi thi jiske karan kahi bar bank account hacking, terrorism, and bank robbery jaise mamle din per din badte ja rahe the. Pahle bank me paise rakhna safe nahi tha, jiske karan dekhte huye government sarkar ne bank security ke liye net banking jaise online service provide karayi gayi or isme bahut sare security feature add kiye gye.

Internet Banking ko NET BANKING Ya ONLINE BANKING ke naam se bhi jana jata hai.

Internet banking ke aane se logo ko bank jakar lambi line me ghanto bhar nahi lagna padta hai. India me internet banking ka pahle itna naam nahi tha lekin jab india me notebandi hui hai tab se iska bahut bade paimane per use hone laga hai. India me internet banking ko cashless parnali ke naam se bhi jana jata  hai.

India me cashless parnali aane se robbery jaise kai mamlo se rahat mili hai jisse murder jaise kai mamlo ka ankada bhi bahut kam hua hai.


  Internet Banking ke Benifiet 

Internet Banking use krne se Time ki bachat/save hoti hai.

    Internet Banking Use krne se duniya ke kisi kone me baitkar banking service ka maja le shakte hai.

    Internet banking se apne bank account se paise nikal shakte hai or kisi other unkown person bank account me bhi transfer kar shakte hai.

    Internet banking se GAS BILL, ELECTRICITY BILL, MOBILE BILL, WATER BILL AND bahut sari service ko apne ghar per benifiet le shakte hai.

    Internet banking ke dwara international transation and other out of country transation ko ek second me kar shakte hai.


          Internet banking ke liye apply kaise kre? 

        Internet banking ke liye apply kaise kre? kya aap bhi yahi soch rahe hai to friends aapko aapki jankari ke liye bta de agar aap internet banking ke liye apply krna chahte hai to isko aap two type se apply kar shakte hai. jiski details niche bata gayi hai.

        (1) Online Banking 

        (2) Offline Banking

        (1) Online Banking- Online banking ko apply krne ke liye aapke pas apne debit card hona chaiye jisse hum village language me ATM Card bhi bolte hai. Her bank ki online banking ke liye apply krne ki diffrent website hoti hai, to aapko usi bank ki website per jakar apply krna hoga. agar aapko banking ko online krne me A-Z problem aati hai to hamari website per visit karke humko comment se apni problem bataye. Hum aapki problem ka solution jarur dege.

        (2) Offline Banking- Offline banking ke dwara apply krne ke liye aapko apne bank me jana hoaga or aapko ek aplication form bharna hoga. Fir iske baad vo aapko usko dena hoa for aapko bank se user id and password milega jiski madad se aap apne internet banking kimadad se apne bank account ke khate ko internet per interet banking ke dawara access kar shakte hai.

        Leave a Comment