INTERNET Kya Hai – Optic fiber cable
Internet kya hai: Hello Friends, aaj ki post ka title hai- INTERNET kya hai or yah kaise work krta hai, to aaj ki post me hum aapko internet ki bare me full information dene wale hai. Kya aapne kabhi socha hai ki internet kya hai, iska malik kon hai or internet ksike dawara jata hai? ji ha aapko pta nahi hoga lekin aaj hum batane wale jai. Internet ek vishal jal hai or internet ek kisi chhote se area me nahi hai matlab yaha ek vishal world-wide network hai.Internet ki koi fix limit nahi hai, internet ka use present time me 99% log krte hai.present time me internet bahut hi popular thing hai.
Internet ki defination kya hai?- jab elctronic device jaise pc, mobile etc. ek dusre se connect ho jate hai matlab online ek dusre data ko share kar shake ya website loading kre to usse hi “Internet defination”denge. Internet Domain name or ip address per access hota hai.jab hum kisi cheej ko internet per “google” me “google search engine” me search krte hai to kuch hi moment me million of resullt aa jate hai,jab hum kisi website ko access krte hai to website ek “web address” available krati hai, wo web address user ki location ke anusar ip address me convert ho jata hai.is article me main top baat ye hai ki jo bhi computer or internet hai isme only mathmatical word se coding ki hui hai.agar hum in code ko secret code bol shakte hai.in code ko isko internet ke scientist hi access kar shakte hai.
Internet Kaise Access Hota Hai?
Internet kaise access hota hai: Internet kaise chalta hai iske bare me sabhi ki soch diffrent-diffrent hai koi sochta hai ki internet satelite se or koi ki soch wire se, badlo se hai, lekin isme asliyat kuch or hi hai.aayiye pahle internet satelight ke dawa access hota tha lekin isme internet slow load hota tha isliye engeneer ki research ne internet ko naya anzam de diya.iske dawara internet ki speed loading increase kar di gai, ab internet se lakho storage data seconds me share and load hota hai.Present time me internet wire ke madhayam se transfer or access hota hai.
Internet access ka reseason 8lakh kilometer “optical fiber cable” Samudra me failaye huye hai.”optical fiber cable” se hi internet ka use hota hai.
hello “optical fiber cable” se hi internet me kam paisa invest hota hai.yaha “optical fiber cable” Samudra me bichai gayi hai.yaha cable bahut hi patli hoti hai.bahut baar jahaj ke samudar me chalne se “optical fiber cable” ko nukshan ho jata hai.aisa hi 13january 2008 me egypt me hua jisse egypt country ka internet 70% band ho gaya total 24hour tak.
Related Post