Privacy Policy Page kaise banaye for Blogger in Hindi – W3Survey

Privacy Policy Page kaise banaye for Blogger in Hindi

Privacy Policy about – Hello, friends is post me hum aapko explain krne ja rahe hai ki- Privacy Policy Page kaise banate hai.Privacy Policy kya hai-Hum aapko aapki jankari ke liye bta de ki privacy policy kisi bhi website/Blog/application ya other platforms jiska log present time me visit krte hai.



Privacy policy ka use us situation me Kiya jata hai isse us platform ki rule and bet ka pta chal jata hai.agar hum isse simple language me bole to iska upyoge aap ne dekha hoga jab hum Kisi website ya blog ko open krte hai to app/website humse permission leta hai.iske bare ki jankari ki waha humse kon-konsi permission le raha hai,iske bare me jankari deta hai-privacy policy page.

app ya website ka privacy policy page bahut important hai.agar hum privacy policy page nahi create krenge to app reject hoga and website ka adsense approval nahi haga ya baad me website lock ho jayega.aaye aaj hum aapko privacy policy page ko kaise banate hai- iske bare me batane ja rahe hai.
aapko kuch step follow krna hai.

PRIVACY POLICY GENERATOR

Step 1. Privacy Policy aap simple website “Privacy Policy Generator” ki help se bna shakte ho. Is website ka link aapko niche Diya Gaya hai.please is per click kre.Iske baad aapko niche photo me dikhaye jaisa interface open hoga. 

Click here for Visit

Privacy policy generator

Step 2. jab aap next per click krenge to aapke samne new screen ya window open ho jayegi. Iske baad aapko 3rd optional question puche Jayenge. Aapko niche bataye anusar yes/no per click kre. Iske baad next per click kre.

1. Do you use cookies on your website? – YES

2. Do you show advertising through Google AdSense on your website? – YES

3. Do you show advertising from others parties (except Google)?  – NO

Step 3. Aapke samne firse new screen milegi.Iske baad aapko 3rd option or milege.isme aapko details sahi se fill up krni hai.

1. Country {Aapko isme aapke desh/country name ko select krne hai}
2. State {Aapko isme apne state ka name select krne hai}
3. Email address {Aapko isme apne email address ko fill up krna hai}

Privacy policy generator

Step 4. Iske baad aapke samne ek processing bar open hoga. And ab new screen open hogi jiske right me code box dikhai dega.is code box mw aapko click krna hai and ” CTRL+A ” Press kre and ” CTRL+C ” press kre or website me jaye and html coding select krke blogger/wordpress me paste kre and publish karde.aapka privacy page bankar ready ho jayega.

privacy page for blogger

Hum sabhi se aasha krte hai ki hamara dwara diya gya tutorial aapko kafi pasand aaya hoga.humne aapko bahut hi simple way se samjane ki kosis ki hai.agar fir bhi aapko koi problem hai to comment kre.blog ko subscrobe kre for most mortant blogger tutorial ke liye.



Related Topic


Leave a Comment