Rain Gun Sprinkler Price In India || Rain Gun Irrigation System
हैल्लो, आप सभी का स्वागत है, बेस्ट रेन गन खरीदें वो भी बहुत कम कीमत पर call करें 9829221011 Shankar Engenrreeing Corporation👤👆👇👈👉👊
RainGun Sprinkler Price and experience,
Hello, aap sabhi Hamari is website par bahut-bahut swagat hai. Aaj ki post ke bare me shyad pta lag gay Hoga ki hum “Rain Gun” ke bare me Kuch batyen Karne ja rahe hai. Mera is post ko likhne ka mean Apna self ka “rain gun ke Sath experience” share Karna Hai. Mene khud 2018 ke last month me “rain gun buy“ Kiya hai jisse mere ko sabse adhik kya accha Laga or kya problem huyi.
Note:– Agar aap post ko Dheere-Dheere read kare to shyad problem face Nahi Karni pade, So alert.
Vaise to aksar kheto ki sinchai pipeline se ho jati hai lekin present time me pani ki bahut problems hai. Water ki problem ko dekhte huye pipline se sinchi nahi kija sakti hai. Isliye kishan ko paise kamane me bhi bahut problem aatihai to usne kheto me pani pilane ke liye sprinkler(fuvvare) ka upyog karne ja raha hai.
Kya Aapko pta hai Sprinkler kitne type ke hote hai?
(1.) Small Sprinkler
(2.) Rain Gun Sprinkler
Small sprinkler kahi par bhi aasani se mil jate hai lekin hum aapko only “rain gun sprinkler ke bare me jankari” uplabdh karayenge.
Rain gun Sprinkler ke sath Exprience
Sabse pahle me ek village area se hu or mere kuye me pani bahut kam hai. Or hamare papa sabhi 5 bhai hai jiski wajah se kheto me sinchai bhi nahi ho pati hai. Iske baad humne socha ki aise to kuch bhimatlab nahi rahega to humne kisi se sprinkler ke bare me pucha ki konsa sprinkler accha rahega rain gun ya small sprinkler, to sabhi ne rain gun ke bare me bola.
Iske baad problem thi ki “rain gun sprinkler price” kya thi or “Rain gun kaha se kharide” to maine apne ek jankar se baat karke rain gun sprinkler mangaya. Maine rain gun ka use apne kuye me lagi 5HP ki motor ke sath kiya to aap yakin nahi karoge ki bahut hi fast water drop karti hai.
Jab maine motor ko chalaya to rain gun sprinkler ne bahut hi tez pani ko jamin par drop kiya jaise banduk ki goli chalti hai theek vaise hi. Jo me rain gun bta raha hu sabhi se alag kisham ki rain gun hai kyoki sabse pahali baat ye bahut bhari hai and dusri baat iska stand bahut lamba isse sprinkler ko koi problemnahihoti hai.
Is rain gun sprinkler me khrab hone ki koi problem nahi aati hai. Agar aap online inko kharidne ya price ki kosis karte hai to ye mahangi or nakali milti hai. AAp agar isko kharidna chahte hai to iske store par jakar buy kar sakte hai, or me aapko bill sahit saari information dunga.
Rain gun sprinkler 5hp ki motor se ek side me 3pipe jitna pani fekhta hai or dono pipe ko milane par 6pipe pani fekhta hai. Yah sab maine 5hp ki motor ke sath kiya hai.
Kya Rain gun Kharidna(Buy) Karna hai?
Rain gun price in india
Aagr aap rain gun ki buy ya kharidna chahte hai to is topic ko read kare. Isme aapko saari baat bata di jayegi. Vaise to rain gun ko koi bhi kisi bhistore se buy kar sakta hai lekin agar acche se store se buy kare to baad me problem face nahi karni padti hai. Agar bina kisi bhi chhej ka exprience liye lete ho to shyad wah nakli bhi aa sakti hai kyoki bazar me bahut saari cheeje halki or nakali hoti hai.
Main jo address bta raha hu waha jakar aap contect kar sakte hai ya call kar sakte hai. Maine rain gun sprinkler ko jaipur, rajasthan in india se buy kiya hai. Is company ka naam “ SHANKAR ENGENRREEING CORPORATION “ hai.
Maine 2 rain gun mangaya tha. Aapko pta hoga ki ek to isme niche ka stand aata hai or upper ka nozzle. Iske 2 Rain Gun nozzle “Water Rain Gun HT-40G” Rs.3,382 ka aaya. Iske baad iske niche ke 2 stand “Water Rain Gun Stand” Rs.3,400 ke aaye. agar Rain Gun ke is pure 2 set ki baat kare to total price Rs.7,800 ke mile. agar aap bhi kharidna chahte hai to yaha se hi kharide kyoki baad me aapko badi problem ka samna karna padega agar aap kahi orse kharid te hai.
Email – rajeshjpr2004@gmail.com
Contact – 0141-2371970 – 9829221011
Name – SHANKAR ENGINEERING CORPORATION
Company Pan No. – AABFC1209J
Company Bank Details – State Bank Of India, Jaipur
Account No. 33013105993
Branch& IFS CODE – Station Road, Jaipur/SBIN0030256
Topic | Topic Answer |
rajeshjpr2004@gmail.com | |
Contact | 0141-2371970 – 9829221011 |
Name | SHANKAR ENGINEERING CORPORATION |
Company Pan No | AABFC1209J |
Company Bank Details | State Bank Of India, Jaipur |
Account No. | 33013105993 |
Branch& IFS CODE | Station Road, Jaipur/SBIN0030256 |
Read More Related Search:-
It can be operated on 20 hp motor