Solar Panel Kya Hai Or Kaise Work Krta hai

Solar Panel Kya Hai Or Kaise Work Krta hai [Full Guide In Hindi]


Solar Panel – Namaskar friends aaj me is post me aapko bataunga ki “solar panel kya hai and kaise work krta hai. Vaise solar panel ke bare me  thodi bahut jankari sabhi ko hogi because present time me solar ka use krne per government ne bahut sare kadam uthaye hai, isselagbhag sabhi logo ko iske bare me kaffi info mil chuki hai.


  Solar Panel kya hai or kaise electric banti hai? 

Solar panel solar sale ka bana hota hai. Solar panel me chhote-chhote sales hote hai. Jab solar plates ke solar sells per sun kirosni padti hai to isme light ko automatic electrict ya current me change ho jati hai. Is type se bahut saare chotte city milker bhi solar panel ka Nirman krte hai. Abhi present time me solar ka use bahut bade pemane per kiya ja raha hai. Agar solar panel ka use saare log mikar krte hai to isse electricity bill ka kharcha nahi zelna padega or sath hi sath hamare paryawan me kisi bhi tarah se pollution nahi hoga. Solar panel itne bade hote hai ki aap unse apne pure ghar ya village me ek sath milkar light ya electricity ka use easily kar shakte hai. Isme aapko main cheej suraj ki rosani ki ayashwakta rahti hai.
solar panel, solar panel kya hai, solar panel kaise work krta hai, solar system kya hai, solar system benifiet and harm

 Solar Panel Kaise Work Krta Hai? 

Is post me hum aapko batayenge ki solar panel kaise work krta hai. Silicon ek semiconductor hota hai, jo 2 property dikhata hai. Ek to conductor ki or dusri insulator chaiye. Aapko iske naam se hi pta lag gya hoga semicondoctur yani ki aadha conductor yaha aadha conduct hota hai or aadha insulat krta hai. Conductor yani jiske ander se bijli hokar nikalti hai, jaise lohe ya metal ka wire hi conductor hota hai. Jab hum lakdi ya chini ki koi cheej ko wire se jodte hai to waha insulate hota hai. Is insulate se bijli nahi niklti hai. kahne ka matlab semiconductor ka nirman conductor or insulator se hota hai.

Ab aapko pta chal gya hi hoga ki semiconductor kanirman kis-2 se hota hai. Semiconductor me jo silicon hoti hai vo 2 type ka hota hai, Iske 2 sire hote hai. Isme aapko pahala and last sira positive and negative hota hai. In dono siro ko ikkata kiya jata hai or is per sun ki rosni padne per positive electrone chalte huye negative electrone ki or jate hai. Is parkar vidhut ka nirman hota hai.

solar panel kaise lagwaye, solar panel, solar panel kaise work krta hai, solar panel kya hai, solar system benifiet and harm, solar system kya hai


Solar Panel kaise lagaye apne ghar, factory, and kuye per

Hello, me aapka dost deepak kya aap apne kuye, ghar, industry per solar syatem lagwana chahte hai to aapko aapki jankari ke liye bata de ki ji ha aap iska benifiet le shakte hai. Solar system lagwane ke liye koi fix rate nahi hai, jitna aap apne area ya watt ki bijli lena chahte hai uske anusar hi aapko isme invest krna padega. Agar aap apne ghar ki supply ke liye solar lagwana chahte hai to aapko isme 5,000 – 10,000 rupye invest krna hoga or agar aap kuye ke liye solar system ka setup krwna chahte hai to aapka 50,000-70,000 rupyee ka invest krna hoga. Industry ke liye aapko solar system me aapke uper defend krta hai ki aapki industry me kitni bijli ka daily use hota hai. Vaise anuman baat kre to aapko isme 1,50,000-2,50,000 ka invest hoga.
Agar aap ko koi question hai ya aap solar system me chhut pana chahte hai to comment kre.

Solar Panel ke Benifiet or Harm 

  • Solar system ke use se bijli bill ka her mahine invest nahi krna padta hai, isse humari paise ki problem se hamesha ke liye faida mil jata hai
  • Solar system lagane se vatavaran me kisi bhi type ka pollution failne ka risk nahi hota hai
  • solar system ka use raat suarj ki chipne ke baad nahi kiya jata hai, iska upyog din me hi kiya ja shakta hai
  • jaha jin area ya village me light services available nahi hai us area me iska upyog bahut faidamand hai.

Read More

  Solar Panel Kaise Work Krta hai? 

Aaj hum aapko batayege ki solar panel kaise work krta hai. Silicon ek semicondoctr hota hai, jo 2 property dikhata hai jinme se ek to condoctor ki or dusri insulater chaiye. Aapko aapki jankari ke liye bta de ki semicondoctor yani ki aadha condocor yani ki aadha conduct krta hai. Jiske ander se bijli nikalti hai. Jaise bhi koi bhi electric wire ek type se conduct hota hai. Or agar conducture yani wire ko koi lakdi ya chini ki koi cheej se jodne per isme lakdi ya chini ko insulatoar bolenge. Bolne ka matlab hai ki koi aisi chij jinme se bijli nahi nikal shakti vo insulator kahalata hai.

Ab to aapko pta chal gya hoga ki semiconductor kya hai. Semiconductor me jo silicon hoti hai vo 2 type ka hota hai. Isme 2 head hote hai, P or N type ka. Aapko isme P yani ki Positive and N yani ki Negative, ab in dono ki ikkata kiya jata hai. Iske baad uper se suraj ki rosani dali jati hai. Isse positive semicoductor se electrone negative ki or chale jate hai. Iske baad ye sara work dheere-2 work karke light banane ki method auto start kar deti hai.

  Solar panel kaise lagwaye apne ghar, kuye and industry me 

Kya aap apne ghar ya kuye per solar system lagwana chahte hai. Ha ji agar aap solar ko lagane ki soch rahe hai to aap sahi soch rahe hai, Isse aapko paise ki bachat hogi or kaafi accha hoga. Solar system agar aap setup krwana chahte hai to aapko sabse pahle aapko ye decide krna hoga ki aap iska setup ghar, city, ya industry ke liye krna chahte hai. Fir iske baad aapko ye pta hona chaiye ki iske liye kitni bijli ki aapko need hai, iske anusar hi aapka paise kharch krna padega. solar system ki koi fix rate nahi hai.
Present time me govt ne solar setup karwane walo ko chhut bhi de rahi hai.

solar panel, solar panel kya hai, solar panel kaise work krta hai, solar system kya hai, solar system benifiet and harm


  Solar panel ke benifit and Harm 

  1. Solar panel lagane se aapko electricity bill ki problem ka her month samna nahi krna padega
  2. solar panel se hamare jan-jivan se bhare vatavaran me koi bhi kisi bhi type ka pollution nahi failega.
  3. Solar panel se agar aap ke gav me ghar ya kuye per light ka koi bhi sadhan nahi hai to aap iska use karke paise save kar shakte hai.
  4. solar panel ki sabse badi problem hai ki night time me sun light nahi aane se raat me iska use nahi kar shakte hai. Ha agar light jalane ke liye aapko isko battery se jodna hoga.

Also Read :-


TAGS:   solar panel, solar panel kya hai, solar panel kaise work krta hai, solar system kya hai, solar system benifiet and harm

1 thought on “Solar Panel Kya Hai Or Kaise Work Krta hai”

Leave a Comment