Powerful Chrome Extensions For Bloggers | Hello, Welcome to all Visitor On my Site. Aaj ki posts me Top 5 powerful chrome extensions ke bare me introduce karane wale hai. Agar aap Internet par work karte hai ya Blogger ya Bole to Blogging karte hai to aapke liye yah saare Extensions bahut hi Kamaal ke hone wale hai. Agar aap Internet par adhik work Nahi karte hai to aapko inko understand karne me thodi bahut problem aa Sakti hai lekin aapko yah extensions bahut hi help karenge.
What are Extensions? ya, bole to Extensions kya hai, to aapko Inform Kiya hai ki Extensions kisi bhi Thing ya uski ability ko Use karne ka small way hota hai. Iski help se hum Bina loads direct short way se apni needs ko Pura kar sakte hai.
Powerful Chrome Extensions |
User Uses OR Downloads |
Keywords Everywhere |
6,02,291 User |
Grammarly |
1,00,00,000+ उपयोगकर्ता |
Bit.ly |
4,81,429 उपयोगकर्ता |
Print Friendly & PDF |
7,22,700 उपयोगकर्ता |
Essential SEO Toolkit (SEO Analysis Tool) |
1,901 उपयोगकर्ता |
User to aapne Dekha ki hamne jo bhi best Chrome Extension ke bare me Conversation karne wale hai saare aapko Table me Explain Kar Diya hu. Ab hum Inke bare me or inke work ke bare me aapko Full Explain kar ke bataya jayega. Aap sabhi se Ek chhoti si request hai ki Please blog ko subscribe kare or comment to jarur kare.
Keyword Everywhere -Extensions
Keyword Everywhere Chrome Extensions | Keyword Everywhere Chrome ka Ek Extensions hai. Blogger ke liye Keyword Everywhere bahut hi powerful & Best Extensions hai. Keyword Everywhere extension ka Use keyword related Information provide Karana hota hai.
Keyword Everywhere ki help se hum kisi bhi keyword ki short way se CPC nikal sakte hai. Agar hum apne Chrome Browser me Keyword Everwhere ko add karke Google me koi bhi keyword search karte hai to aapke samne yah aapke keyword se related sabhi keyword ki CPC ko show kar deta hai. Sabse acchi baat yah google adword ke keyword research theory par work Karta Hai jisse Google adword ke suggestion keyword CPC & Keyword Everywhere Extension ke Suggestion keyword CPC ekdam fix hoti hai.
Grammarly – Spelling Mistake Solve Extension
Grammarly | Grammarly Chrome Browser ka Best Chrome Extensions hai. Agar aap blogging karte hai to aapke liye bahut hi helpful hone wala hai yah chrome extensions. aapne Dekha Hoga jab hum koi post likhte hai to kahi bar word wrong type ho jata hai.
Wrong Keyword Type hone se Hamari website ranking me bahut change ho jata hai. Isse ya to post rank Nahi ho pati hai, Website spam count increase ho jati hai and user website ko fake understand kar ke disappoint ho jata hai.
Agar aapki English Sahi Nahi hai to aapko is Extensions ka jarur se use karna chaiye. Grammarly Chrome Extension se agar koi post likh rahe hai ya online form etc fill kar rahe hai to aapke meaning ko fix karne me help Karta Hai. Dosto jo me aapko chrome extensions ke bare me information provide kara Raha hu unka me Self use kar Raha Hu. Grammarly Extension ka Experience bahut Good Nahi Balki Best hai.
Bit.ly – Link Shortner Extensions Bit.ly | Bit.ly Chrome browser ka ek bahut hi best and powerful chrome extensions hai. Agar aap Blogging karte hai to Bit.ly bloggers ke liye to best Hoga hi Sahi lekin agar aap office work ya internet related koi work karte hai to bhi bit.ly aapke liye best chrome extension Hoga.
Aapko jo bhi extensions ke bare me information provide karahi gayi hai Desktop ke liye Valid hai. Bit.ly Extension ki help se Kisi bhi Website Link/Url ko small type se convert kar sakte hai. Agar aap iske dwara URL shortener karte hai to user ko koi problem Nahi hone wali hai because agar user aapke dwara shrink kiye URL/link par click Karega to direct without other website par redirect Huye fix website par visit Karega.
Dosto Bit.ly website ka server bahut hi kamal ka hai. Isme Url ko short karne ke liye kisi bhi account ko create karne ki needs Nahi Hai. Jab aap iske Url fill format me Long URL copy karenge to automatic short URL me convert ho jayega. And second method me aapko jis bhi website ya Url ko short karna hai usko access karke side me bit.ly extension par click kare link shrink milega.
Print Friendly & PDF
Page to PDF Converter | Hello, dosto Chrome ke extension “Print Friendly & PDF” ke bare me introduce karane wale hai. Is extension Ko aap niche diye link par click karke add kar sakte hai.
Print Friendly & PDF ki help se hum agar kisi bhi website parimportant details diya hua hai to aap usko PDF me convert kar sakte hai. Mere Anusara aapko is Extension ki jarurat rahegi lekin Iska use karke jarur dekhe.
Essential SEO Toolkit
SEO Toolkit | Chrome ke is Extension bahut hi Kamaal ka hai. Is extensions ki help se seo&traffic analysis or website rank check kar sakte hai. Is Tools ki help se website ki loading ya page ki speed ko easily check kar sakte hai.
SEO Toolkit me hum apne website or blog ke size or problem ko easily check kar sakte hai. Iske alawa aap iski help se backlink and social share ki counting ka pta kar sakte hai.