YAHOO – About Yahoo In Hindi – Search Engine Yahoo



YAHOOKya aapko pta hai ki Yahoo kya hai? Yahoo  bhi google ki jaise ek search engine company hai. Jis type se google ek internet web search company hai vaise hi Yahoo bhi ek search engine hai. Google and yahoo ka use vaise to sabhi country me hota hai, lekin yahoo ka sabse jayada use international country ex-United State, United KingDom me and google ka sabse jayada use india me kiya jata hai.

Abhi haal hi me Yahoo ka america ki “Telecommunication company verrijon” ke sath souda hua hai jiske tahat yahoo ko terminate kar dia jayega and iski jagha “altaba” search engine ko include kiya jayega. 



YAHOO Kya hai? – Search Engine Yahoo

Yahoo internet ki dunia ka ek page hai. Yahoo ki kahani bahut hi purani hai, iska upyog international level per sabse adhik kiya jata hai. United State me yahoo sabse popular hai kyoki isme international level per searches show karwai jati hai. Yahoo bhi google ki tarah search engine hai. Yahoo ka india me google ki tulna me bahut kum use hota ha, kyoki isme diffrent searches and promote website hoti hai jisse user ko data search ya dundne me bahut kathnai hoti hai. Yahoo google search ke baad sabse jayada use hone wala platform hai.


yahoo,yahoo profile photo, yahoo logo


About Yahoo – Search Engine Yahoo

Yahoo ek bahut big level company hai. Yahoo humko internet per bahut saari services jaise- web search, Map search, Book Search, Mail, News and other available hoti ha. Yahoo ki istapna “Istyanford vishavidhalyan” ke Graduate student “jerry yaang and david fillo ne january me 1994 me ki gayi thi. Yahoo ko google search per 2march 1995 se start kar diya gaya tha.

Yahoo ka pahale naam “Jerry’s Guide To The World Wide Web” tha. Yahoo company ki income lagbhag 400 arab dollar ki hai.



Intresting Facts Anout Of Yahoo

1. Google Company Ko Yahoo ne 1Million Dollar me buy krna chaha lekin aisa nahi ho shaka.

2. July, 2016 me Yahoo company ko ‘Americy telecom company verijon’ ne 480 karod me buy kiya gaya tha.

3. Americy telecom company yahoo company ko buy krne ke baad 50karor user data hacker ke dawara hack kar liya gaya tha.

4. Yahoo me lagbhag 10,000 worker work karte hai.

5. Yahoo worlds ki five number ki sabse jayada use hone wali website hai.
6. 2008 me microsoft ne yahoo ko buy karna chaha lekin yahoo ne mna kar dia.


Yahoo Full Form

Yahoo ki full form ki baat kre to yahoo word five word se milkar bana hai. 
Yaha Yahoo word Mean

Y = Yet
A = Another
H = Hierarchical
O = Officious
O = Oracle

Yahoo = Yet Another Hierarchical Officious Oracle

Leave a Comment